ISRO Cartosat 3 successfully launch


ISRO Cartosat 3 successfully launch :


ISRO full form :
Indian Space Research Organization



Aasman me bharat ki aankh kahe jane wale cartosat series ke navintam upgrah cartosat - 3 ko andhra pradesh ke shree harikota se apni kaksha me safalta purvak sthapit kiya gaya hai. yah upgrah dusman ki har gatividhi pe kadi najar rakhega. ishe le jane wale rocket PSLV ke sath america ke 13 chotte upgrah bheje gaye hai. isro ne tuesday ko yah jankari di. ishe pehle cartosat series ke 8 upgrah bheje ja chuke hai.

isro,cartosat 3,cartosat 3 satellite,cartosat 3 satellite launch,cartosat-3,cartosat 3 launch,isro cartosat,isro satellite launch,cartosat 3 satellite isro,isro cartosat 3,isro launch,isro cartosat launch,pslv c47 cartosat 3,isro news,isro satellite launch 2019,isro cartosat-3 launch,isro to launch cartosat-3,cartosat,isro satellite,isro cartosat-3,isro launch today,isro cartosat-3 reaction,cartosat 3 launch date
ISRO cartosat 3 successful launch


PSLV full form :
Polar Satellite Launch Vehicle

Behtar kshmta aur navintam taknik wala yah upgrah shree harikota kendra se subah 9:28 baje ravana ho gaya hai. ISRO ne bataya, halhi me banay gay vyavsayik shakha new space india limited ne pehle hi 13 american nano satelite prakshepit karne ke liye samjota kiya tha.

Cartosat - 3 hamari high resolution imagine kshmta ko badhayega. ISRO ne ek baar fir desh ka naam badhaya.

Cartosat - 3 ko wednesday subah shree harikota se safalta purvak prakshepit kar diya gaya hai. yah dusman ki har gati vidhi pe kadi najar rakhega. karib 1625 kg weight wala cartosat - 3 ko 509 km distance me sthapit kiya jayega. cartoset - 3 ki age 5 years hogi.


-----------Read this----------


26 hours pehle suru hua tha countdown :


Upgrah ke liye ISRO ne tuesday ko subah 7:28 baje countdown suru kiya tha. cartosat earth observation satellite aisi satellite hai jishe prithvi ki clear images li ja sakti hai. iski images itni clear hogi ki kisi vyakti ke hath me bandhi ghati ka time bhi dekha ja sakta hai. cartosat - 3 ka mukhya rup se kaam antariksh se bharat ki jamin pe najar rakhna hai.



Pehle bhi bhej chuke sarvilance satellite :


ISRO april or may me 2 sarvilance satellite launch kar chuka hai. 22 may ko sarvilance satellite reset 2 B or 1 april ko EMISET launch kiya gaya tha. dono ka mukhya kaam dusmano ki radar par najar rakhna hai. satellite ke sath ISRO bharat ki rannitik taiyariyo me abhutpurva yogdan dega.

ISRO cartosat - 3 successful launch ke bareme agar hame koy bhi aur jankari milegi to hum aapko update karte rahenge to hamare sath bane rehne ke liye follow aur email subscription karwa lijiye.


Click here for home


Vipul Rathod

मेरा नाम Vipul Rathod है। मैं इस Blog का Founder और Content writer हूँ। हमारा इस Blog को बनाने का मुख्य उद्देश्य हिंदी भाषी लोगों को इंटरनेट से जुड़ी जानकारी प्रदान करवाना है। यहाँ आपको शिक्षा, तकनिकी, कंप्यूटर और मेक मनी से जुड़ी हर तरह की जानकारी मिलने वाली है।

Post a Comment

Thank for comment on Vipul Rathod Tech

Previous Post Next Post